My_Home_Page
My-Introduction
Photo Page
My Favorite Links
Contact_Twinkle
A Lot of things here.
Guest Book Page(your comments)
Eng_poetry(1)
Eng_poet(2)
Coming_Soon
My Urdu ghazals
Urdu_( poetry )
|
|
Here you'll create or edit a custom page for your Web site.
HERE IS ONLY FOR URDU SPEAKING PEOPLE WHO CAN
UNDERSTAND AND SPEAK URDU DO U LOVE TO WRITE
ON URDU POET IF U LIKE THIS U MAY SHARE YOUR
FEELINGS.
Have a nice day ,
bybye:>
|
|
MOM KI DUNIA PATHAR KAY LOOG. ****MOM_KI_DUNIYA****
GHAZAL:
********* MOOM KI DUNIA ********
Muj se mera jo hay maang ker kay to daikh
ye aur baat hay kay me khud bhee mera naheeho
Teri dunia me lamha ghum hay bus apna hi to hay
Mery zabt me hay jo mera shaid tera hi to nahe
Ashq barsoo baha hay noor ki chadar aurhay
Bahar ujala hay koi to jai jaga day usay
Teri dhool se zinda hay aiy hawa samajh to magar
Teray ruknay se hota hay hamari saas per gehra aser
Muj se mera jo hay maang ker kay to daikh
ye aur bat hay kay me khud bhee mera naheeho
Wo to shedai hay yaro usay na pathar samjho
Piar se mom ko bhi loog pathar kaha kartay hay
Dil kay virano may aik qehat sa para howa hay
Jetay ji mujh ko mil jay ye wo dawa hi nahee
Teri dunia me lamha ghum hay bus apna hi to hay
Mery zabt me hay jo mera shaid tera to nahe
Teray dar se lotay hay hum ruswa ho kar
Apni ruswaiuoo ki talash me kab se thee khogar
Allah Allah kar kay bhe mohabbat na mili
Lamhai hasti hay aur imtehan hay guzar janay ke lia
Meray shookq kay tabay shaid to nahee hay
Faqat isi lia shooq ko mehaz shooq samajh kar choor dia
Ujala katta hay indehray ki justajo me saqi
La pila day mujh ko mery iztarab saqi
Sakoon mahal hay is hasti me meray chahnay walo
zehar pi raha ho bus janay ke lia
Mery yad gar aiy faqat itna kehna
Wo martay nahee ojhal hay sabaq sikhanay ke lia
Mery kakh per aa kar jis kay ansoo bahay
Samjho mery sookh ka didar ho hi gia
Mujh se mera jo hay manag kar to daikho
Ye aur baat hay kay me khud bhee mera nahee ho
written by(*)
TWINKLE(*)
|
KISAY KAHAY "APNA" ***APNA****
"APNA"
wo jis ko shaid me apna samajh betha thaa
mery dil me najanay kio khtak sa laga rehta thaa
mery dil me ro wo nahee rehta
na jany mera dil kio udas rehta ha
na janay mera dil kio udas rehta ha
tasawaro ke khialo me
hazaro tasweer janam le ti hay
faqat aik bat didar ho
phir chahay zindagy becar ho
mazsad hi ko nahe pana zindagi ka hasil hay
faqat moot se phelay aik didar kafi hay
khaki ko khak me mila ker wo khush howay
faqat ye ihsan in ka zindagi per bahri hay
aglay janaum ki qasam phir le ker aii gay
peraiy ko apna ker dikhay gay
peraiy ko apna ker dikhay gay
peraiy ko apna ker dikhay gay.
|
|
|
|